is jaankari ko chhod dein

dharm aur upasna

dharam

kya sabhi dharm ek-jaise hain? kya ye sabhi parmeshvar ko manzoor hain?

bible mein di gayi do baatein is saval ka javab deti hain.

kya kisi sanghathan ya dharm se judna zaroori hai?

kya koi apne hi tareeke se parmeshvar ki upasna kar sakta hai?

main kaise jaan sakta hoon ki kaun-saa dharm sachcha hai?

bible mein sachche dharm ko pehchanne ki 9 khaasiyat di gayi hai.

prarthna

kyon prarthna karein? kya parmeshvar meri prarthnaon ka javab dega?

parmeshvar aapki prarthnaon ka javab dega ya nahin, yah kaafi had tak aap par nirbhar karta hai.

main kin baaton ke liye prarthna kar sakta hoon?

jaaniye ki aapki chhoti-chhoti chintayen bhi parmeshvar ke liye kyon bahot maayne rakhti hain.

kya hamein santon se prarthna karni chahiye?

hamein kisse prarthna karni chahiye? jaaniye ki is baare mein bible mein kya likha hai.

uddhaar

yeeshu kyon mara?

kai log maante hain ki yeeshu ke marne se hamein jeevan mila. lekin kaise? uski kurbani se hamein kya aasheeshein milti hain?

paap aur maafi

kya vaakai mein “saat mahapap” hote hain?

yah shiksha kahaan se aayi? aise paap jinka anjam maut hai aur aise paap jinka anjam maut nahin hai, in donon mein kya fark hai?

yah kaanoon kyon diya gaya tha ki “aankh ke badle aankh” li jaaye?

kya “aankh ke badle aankh” niyam se ek vyakti ko chhoot milti thi ki woh khud kisi ko saza de?

sharab ke baare mein bible kya kehti hai? kya use peena paap hai?

bible daakh-madira aur isi tarah ki doosri cheezen peene ke liye mana nahin karti, balki batati hai ki agar inhein had mein rehkar liya jaaye to inse man khush hota hai.

kya dhoomrapan karna paap hai?

bible mein dhoomrapan ka zikra nahin kiya gaya hai, to is saval ka javab jaanna kaise mumkin hai?

kya jooa khelna paap hai?

bible mein jooebazee par zyada jaankari nahin hai. to fir hum kaise jaan sakte hain ki is baare mein parmeshvar kya kehta hai?

dhaarmik paramparayen

pavitra shastra doosron ki madad karne ke baare mein kya batata hai?

kis tarah ki madad se parmeshvar khush hota hai?